पूनम जी की इस कविता का शीर्षक हमें ज्ञात नही है .
पूनम जी EC 4TH YEAR की STUDENT हैं..
पत्रिका के ब्लॉग प्रर आपकी पहली कविता के लिए बहुत- बहुत बधाईयाँ
JIS TARAH PHOOL KHUSHBU K BAGAIR BEKAR HAI,JIS TARAH CHANDNI CHAND K BAGAIR
TANAHA HAI,AKELI HAI,JIS TARAH LAHARE SAGAR K BAGAIR BEMANI HAI,USI TARAH
KHWAB K BAGAIR ZINDAGI AADHI HAI,ADHURI HAI,ZINDAGI KHWABO KA EA SILSILA HAI
KABHI YE KHWAB,KABHI WO KHWAB AUR JAB EK KHWAB PURA HO JAAYE TO DUSRE
KHWAB KI KHWAHISH ZIMDAGI KI SAAZ PAR CHHEDI HUI KHUBSURAT GAZAL HAI
KHWAB,KUCHHH SUR ME KUCHH BESURI, KUCHH KHOOBSURAT KUCHH BADSHAKLA
KUCH KHWAB AISE BHI HAI JO INSAN ISLIYE DEKHTA HAI KYOUKI VO JANTA HAI KI VO
KABHI SACH NAHI HONGE SHYAD ISLIYE USE KHWAB KAHTE HAI JO PURA HO GAYA VO
KHWAB KAISA,MUJHE KHWABO KI AADAT
HAI,MAINE BHI KUCHH KHWAB DEKHE HAI HAR DIN,HAR PAL
DEKHTA RAHUNGA,HAMESHA DEKHTA RAHUNGA KYOKI KHWAB KABHI NAHI TUTTE
KHWAB KABHI KHATAM NAHI HOTE MERE KUCHH KHWAB AISE
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment